kaise kharide godaddy se domain sirf 125 rupese me 1 year ke liye
Godaddy se domain ham blog me add karane ke liye hi kharidte hai kyuki godaddy se blog me domain add karana bhohat simple hai.Godaddy pe domain 625 rupese me milate hai lekin mai aapko bataunga 125 rupese me kaise kharidte hai godaddy se domain woh bhi 1 year ke liye.
Godaddy se domain kharidna bhohat aasan hai mai aapko step by step photo ke jariye batata hu.
💰kaise kharide Godaddy se Domain 125 rupaye me woh bhi 1 year ke liye.
👉sabase pahile ham jana hai www.google.co.in
Google serch me Godaddy serch karana hai . Aapke samane bhohat sare result aayege usamese aapko Rs.125.COMs par click karana hai.
1- Rs.125.COMs par aapko click karana hai.
👉Rs.125.COMs par click karane ke bad aapke samane naya windo open hoga . Usame aapko aapka domain nam serch karana hai . Domain nam milane ke bad aapko select par click karana hai ,select par click karane ke bad aapko Continue to Cart par click karana hai.
![]() |
3 - Select par click karane ke bad aapko Continue to cart par click karana hai.
👉Continue to cart par click karane ke bad naya windo open hoga usame aapko 1 year select karana hai' 1 year select karane ke bad aapko Rs.125 hi payment karane hoge or upar se Rs.12 rupese Estimate Terms and Taxes fee aapko deni hogi kul milake aapko Rs.137 rupese dene hoge.
1 year select karane ke bad,
4 - Proceed to Checkout par aapko click karana hai.
👉Proceed To checkout par click karane ke bad aapko login karana hai.
6 - agar aapane godaddy pe pahile se account banaya hai to aap login karake payment kar sakate hai.
Payment Credit card / debit card, internet banking , mobile banking ke jariye ham payment kar sakte hai.
7- agar aapka godaddy pe account nahi hai to aapko continue par click karana hai.
Continue par click karane ke bad aapko aapki details puchi jayegi.
Billing Information me aapko,
first name , last name , country ,address 1 ,address 2 , postal code ,city ,state and phone number .
Usake bad Account Information me aapko,
Email Address , User name , password and PIN aapko sahi tarikese likhana hai.
Ab sabase last Payment Information me aapko,
Aap 5 tarikese payment kar sakate hai .
Credit card , net banking , debit card , cash card and mobile payments.
Upar bataye huye 5 mese kisi bhi tarikese aap payment kar sakate hai.
👉payment detail likhane ke bad aapko continue par click karana hai.
☝☝es tarahase aap godaddy pe domain kharid sakate hai sirf 125 rupese me woh bhi 1 year ke liye.
Agar aapko domain kharidte samay koi bhi problem ho rahi hai to aap muze comment kare me aapki puri sahayata karunga.
🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻
🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻